Roman script

aisi baate kabhi dil me na lana

bichhdenge kaise soch liya jana

ye aansu na aankh se girana

aisi baate kabhi dil me na lana

bichhdenge kaise soch liya jana

ye aansu na aankh se girana

kam na hone dena moti

kam na hone dena moti

dil ki anmol nishani hai

sadiyon ka sath tera mera

sadiyon ki prem kahani hai

dil maine tumpe waar diya hai na

maine tumse kiya pyar kiya hai na

mujhe tumse ye fir bhi hai kahna

dil maine tumpe waar diya hai na

maine tumse kiya pyar kiya hai na

mujhe tumse ye fir bhi hai kahna

bin tere jina hai mushkil

bin tere jina hai mushkil

dil haar ke baat ye jaani hai

sadiyon ka sath tera mera

sadiyon ki prem kahani hai

aasma pe jaise chand sitaare

dharti pe jaise shokh najare

is jahan me sun dil ke sahare

aasma pe jaise chand sitaare

dharti pe jaise shokh najare

is jahan me sun dil ke sahare

kar denge prem amar apna

kar denge prem amar apna

ye jaan to aani jaani

sadiyon ka sath tera mera

sadiyon ki prem kahani hai

Explore this song