Roman script

aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke

aise chhod  ke kaha jate ho saiya

kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

dekho ye gori baiya tere gale dalungi

aa dekho ye gori baiya tere gale dalungi

dil mera le le to galo ka teer harungi galo ka teer harungi

koi pukare ghar me tu baki saiya chhaiya chhaiya

kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

jate ho jaao babu kabhi na manungi

ho o o jate ho jaao babu kabhi na manungi

khadi khadi dekhungi magar na bhulaungi

magar na bhulaungi

ja ja balam mai na padungi tore paiya

kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

kaha jate ho saiya

aise na manoge to suno meri baat

aise na manoge to suno meri baat

julfo se badhungi bedardi tera hath re bedardi tera hath re

jayegi aaj jane na dungi tujhe saiya ha aa 

kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke

aise chhod  ke kaha jate ho saiya

kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

Explore this song