Roman script

aaja re aaja re, aaja re aa 

aaja re aaja re, aaja re aa 

haay aise jalata hai jiya, jaise diya

aise jalata hai jiya, jaise diya

jina saku, abb mai tanha hu piya

aise jalata hai jiya, jaise diya

aise jalata hai jiya, jaise diya

jina saku, abb mai tanha hu piya

aise jalata hai jiya

bechain mere man ka mayura 

lagta hai, tanha jivan adhura

tan me dabi hai, biraha ki jwala

abb to pilade, adharon ka pyala

trishna pukare, meri sun bairiya 

aise jalata hai jiya, jaise diya

jina sakun abb mai tanha hu piya

aise jalata hai jiya

tu hai akela, mai hu akeli

suni padi hai, sari haveli

betaabiyon ka, pal besabar hai

ab hone wali, jaldi shehar hai

duri mitade milke, aa sathiya

aise jalta hai jiya, jaise diya

jina saku, abb mai tanha hu piya

aise jalata hai jiya

Explore this song