Roman script

aise baji tumhari payal

aise baji tumhari payal, geet geet ho gayi jindagi

mai nadiya tu pyasa badal

mai nadiya tu pyasa badal, preet preet ho gayi jindagi

aaj khata mai kar na jau

laaz sharm se mar na jau, tham le sajna

aise baji tumhari payal, geet geet ho gayi jindagi

mai nadiya tu pyasa badal, preet preet ho gayi jindagi

khan khan khan khan bole hatho ka kangan

mar ke bhi na tute sanso ka bandhan

khan khan khan khan bole hatho ka kangan

mar ke bhi na tute sanso ka bandhan

marzi teri chahe jaha chal

marzi teri chahe jaha chal, preet preet ho gayi jindagi

tere labo pe naam ho mera

apni jubaa se tu bhi mera, naam le sajna

aise baji tumhari payal, geet geet ho gayi jindagi

mai nadiya tu pyasa badal, preet preet ho gayi jindagi

rishta tera mera janmo janmo ka

are upar wala jane aage kya hoga

rishta tera mera janmo janmo ka

are upar wala jane aage kya hoga

kho nahi dena aaj ka ye pal

kho nahi dena aaj ka ye pal, preet preet ho gayi jindagi

pyar ki khatir hum tum tarse

hosh bhulake dil ki najar se, kaam le sajna

aise baji tumhari payal, geet geet ho gayi jindagi

mai nadiya tu pyasa badal, preet preet ho gayi jindagi

Explore this song