Roman script

aisa koi divana, aisa koi mastana, aisa koi parvana 

dil ko churane wala, apna banane wala, jadu jagane wala 

patthar ko jo pighala de, din me tare dikhla de

karde har mushkil ko aasan hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha, hai aisa champion kaha

woh hain faulaadee uska phulo sa dil 

uska phulo sa dil, uska phulo sa dil 

rangte hain sare uske rango me mil 

uske rango me mil, uske rango me mil 

uskee juban jo bole thande pad jaye shole

usne kaha jo woh kiya, hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha, hai aisa champion kaha

chalta hai woh toh kabhee rukta nahee 

kabhee rukta nahee, kabhee rukta nahee 

dushman ke aage kabhee jhukta nahee

kabhee jhukta nahee, kabhee jhukta nahee

woh aage uske pichhe sara jamana bhage

joshila hai woh naujawan, hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha, hai aisa champion kaha

aisa koi divana, aisa koi mastana, aisa koi parvana

dil ko churane wala, apna banane wala, jadu jagane wala 

patthar ko jo pighala de, din me tare dikhla de

karde har mushkil ko aasan hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha, hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha, hai aisa champion kaha

hai aisa champion kaha

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song