Roman script

aisa to hota nahi hai

aisa to hota nahi hai

sapno se chalta hua

koi aa jaaye apna

sapno se chalta hua

koi aa jaaye apna

aisa to hota nahi hai

kal raat se khushbu

aankho me thehari hui hai

sapne si rakhi hui ho

aur dhoop pehne hui hai

sabze me lipta hua

koi aa jaaye apna

sabze me lipta hua

koi aa jaaye apna

aisa to hota nahi hai

champa se tum tumse champa

phulo se dhokha hua hai

ye tum ho ya shaama jala kar

koi lau dheemi rakh gaya hai

ek lau sa jalta hua

koi aa jaaye apna

ek lau sa jalta hua

koi aa jaaye apna

aisa to hota nahi hai

aisa to hota nahi hai.

Explore this song