Roman script

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

or tum mujhe dhunda karo or main kabhi mil na pau

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

aayi agar mujhko najar 

jhilo ke jhilimil darpan me tum

aayi agar mujhko najar 

jhilo ke jhilimil darpan me tum

milne gale jaunga main ho jaunga lahro me gum

or tum mujhe awaz do laut kar mai na aau

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

ye dhudh kya jaise dhua 

meri hi aaho se paida hua hai

ye dhudh kya jaise dhua 

meri hi aaho se paida hua hai

aashiq hu main wo dil jala lekin tumhi se saida hua

dekha karo charo taraf or main kahi chup na jau

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

or tum mujhe dhunda karo or main kabhi mil na pau

aisa na ho ki in wadiyo me main kho jau

mai kho jau main kho jau

Explore this song