Roman script

haye aise mara ha 
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
chain pade na chain pade na chain pade 
na rama jane kidhar gaya jhumka
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
joban ango me vo raye aakhir koi kitna chhupaye
joban ango me vo raye aakhir koi kitna chhupaye
aakhir koi kitna chhupaye bole mera bole mera 
bole mera kangana dekho dar gaya jhumka
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
isme kisi ki chal nahi ho bairi chhup ke baitha kahi ho  
isme kisi ki chal nahi ho bairi chhup ke baitha kahi ho 
bairi chhup ke baitha kahi ho begano se 
begano se begano se milke daga kar gaya jhumka
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
pas nahi hai shehar baireli varna chali jati mai akeli 
pas nahi hai shehar baireli varna chali jati mai akeli
varna chali jati mai akeli sabki nazar me 
sabki nazar me sabki nazar me jhutha 
mohe kar gaya jhumka
aise mara thumka mera gir gaya jhumka
chain pade na rama jane kidhar gaya jhumka

Song details

Song video

Watch on YouTube