Roman script

aisa lagta tha aisa lagta tha 

ye bairi sawan ye bairi sawan

chala jayega tumhare bina 

aisa lagta tha aisa lagta tha

ye bairi sawan ye bairi sawan

chala jayega tumhare bina

tumhare bina ho tumhare bina

kitna hasin savan hai ye 

hum dono ki mulakat ka

kitna hasin savan hai ye

hum dono ki mulakat ka

pagal bana dega hume ye 

pyara mausam barsat ka

aankho se dil me sama kar 

dhadkan me chhup jao na

na na na aisa lagta tha aisa lagta tha

ye bairi sawan ye bairi sawan 

chala jayega tumhare bina

tumhare bina tumhare bina

kya pyar hai kya ye nasha

ye sab tumi ne sikhaya mujhe

kya pyar hai kya ye nasha 

ye sab tumi ne sikhaya mujhe

rahne bhi do iljam ye

divana tumi ne banaya mujhe

phle to mujhko sata ke 

ab yu mukar jao na na na na

aisa lagta tha aisa lagta tha 

ye bairi sawan ye bairi sawan

chala jayega tumhare bina

tumhare bina tumhare bina

lagta hai yu barso ke baad

meri duao me aaya asar

lagta hai yu barso ke baad 

meri duao me aaya asar

chup bhi raho kuch na kaho 

kahi lag na jaye kisi ki najar

meri hai har sans teri tum bhi kasam khao na

na na na aisa lagta tha aisa lagta tha

ye bairi sawan ye bairi sawan

chala jayega tumhare bina

Explore this song