Roman script

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

mohabbat karega wo rota rahega 

mohabbat karega wo rota rahega 

ye hota raha hai ye hota rahega 

ye hota raha hai ye hota rahega 

mohabbat karega woh rota rahega

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

mohabbat me kaisi saja maine payi

wafao ke badle mili bewafayi

badi bhul ki khwab dekhe milan ke 

mujhe meri kismat ne de di judayi

aisa kyun hota hai 

aisa kyun hota hai 

yeh mera daman bhi rota rahega

mohabbat karega wo rota rahega

yeh hota raha hai yeh hota rahega

na koyi shikayat na koyi gila hai

magar meri tujhse yahi intzaa hai

na meri tarah uska dil tod dena 

naya apna dilbar jo tune chuna hai

jo kismat me hona hai hota rahega

mohabbat karega wo rota rahega

yeh hota raha hai ye hota rahega

aisa kyun hota hai 

aisa kyun hota hai 

aisa kyun hota hai 

aisa kyun hota hai 

aisa kyun hota hai

Explore this song