Roman script

aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata
bajti yaha shahnaai mit jati ye tanhaai 
bajti yaha shahnaai mit jati ye tanhaai 
hiti na yun ruswai dahlaati na harjaai
dil khud se na sharmata is garad se le jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata
bahke hue aanchal se bahte hue kajal se 
bajti hui payal se ek hoonk si uthati hai 
jo sunke tadap jata is garad se le jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
aisa ji koi aata
sajte hai sawarte hai saj saj ke bikharte hai 
jeete hai na marte hai ji najuk tha jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata jo aake phir na jata 
jata to hame bhi wo is garad se le jata 
aisa ji koi aata

Song details

actor: Aruna Irani, Vijay Arora