Roman script
Bas Aisa hi hai, jaisa hai Bas Aisa hi hai meri jaan Bas Aisa hi hai, jaisa bhi hai aisa rahega, ji yahaan Master Ji! Koi nayi cheez sikhani ho toh meri baat maano Is se pehle ki aaj kal ke is traffic mein aap apni jaan kho daalo kache pakke irado se aur tooti tooti yaadon se mahal hamara banega, haan Bas Aisa hi hai, jaisa hai Bas Aisa hi hai meri jaan Bas Aisa hi hai, jaisa bhi hai Aisa rahega ji yahaan Are bandhu re tere aas paas dekh le Aakhir kya ho raha hai yahaan Teri Meerut wali chachi tujhko dhoond rahi hai Cyber cafe mein baithi hai wahaan Fati purani mittiyon Iss desh ki pacchis mittiyon se Mahal banega hamara, haan Bas Aisa hi hai, jaisa hai Bas Aisa hi hai meri jaan Bas Aisa hi hai, jaisa bhi hai Aisa rahega ji yahaan Master Ji! Koi nayi cheez sikhani ho toh meri baat mano Is se pehle ki iss sharafat ke mausam me Kisi sundari ko aap apna dil de aao mere mann ki makadiyon se aag se jali lakdiyon se Fati purani mittiyon iss desh ki pacchis mittiyon se mahal hamare banega, haan kache pakke irado se tooti footi yaadon se mahal banega hamara, haan Bas Aisa hi hai, jaisa hai Bas Aisa hi hai meri jaan Bas Aisa hi hai, jaisa bhi hai aisa rahega ji yahaan
Song details
- Singer: Imaad Shah
- Film / album: 404 Error Not Found
language: Hindi
music label: Unisys Music