Roman script

aisa bhi koi aata hai moka

apna hi saya deta hai dhokha

aisa bhi koi aata hai moka

apna hi saya deta hai dhokha

ye hai wo manjil jo ke hai mushkil

ye hai wo manjil jo ke hai mushkil

phir bhi gale se isko lagana

gaye ja gaye ja aur muskaraye ja

jab tak ye fursat de ye zamana

jitana khushi se dil ko lagana

jitana khushi se dil ko lagana

utana hi gam se rishta nibhana

Explore this song