Roman script

aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki 
aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki 
sare jahan ki bahare
pyar se tera hi naam pukare
sare jahan ki bahare
pyar se tera hi naam pukare
jhum ke pee le may ulfat ke jaam ki
jhum ke pee le may ulfat ke jaam ki
aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki 
aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki 
chand hawa ye sitare
dekho humare hai aaj humare
chand hawa ye sitare
dekho humare hai aaj humare
pyar me jee le ye baate hai kaam ki
pyar me jee le ye baate hai kaam ki
aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki 
aijam, aijam, aijam ji
jitne bhi gam hai galat kar daal
ke duniya hai do din ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Meena Kumari, Shekhar