Roman script

ae prem teri balihaari ho ham nya kareena sikh gaye 
ham nya kareena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho ham nya kareena sikh gaye 
ham nya kareena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho
ji kar to marna aata tha
ji kar to marna aata tha
ab mar kar jeena sikh gaye 
ab mar kar jeena sikh gaye 
ai prem teri balihaari ho 
in mad bhare naino ne tere kyo aankho, aankho pilaayi hai 
pyalo se peene waale bhi bin pyaale peena sikh gaye 
bin pyaale peena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho ham nya kareena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho  
dukh-dard diya, bimaar kiya, ab khud hi tasalli dete hain 
zakhmo ke lagane waale hi zakhmo ka seena sikh gaye 
zakhmo ka seena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho ham nya kareena sikh gaye 
ae prem teri balihaari ho

Song details