Roman script

ai mere hamsafar, ik zara intazaar 

sun sadaaye de rahi hai, manzil pyaar ki 

ab hai judaayi ka mausam, do pal ka mehmaan 

kaise na jaayega andhera, kyu na thamega tufaan 

kaise na milegi, manzil pyaar ki  

ai mere hamsafar, ik zara intazaar 

sun sadaaye de rahi hai, manzil pyaar ki 

pyaar ne jaha pe rakha hai, jhum ke kadam ik baar 

vahi se khula hai koi rasta, vahi se giri hai divar 

roke kab ruki hai, manzil pyaar ki

ai mere hamsafar, ik zara intazaar 

sun sadaaye de rahi hai, manzil pyaar ki

Explore this song