Roman script

ai bad e saba ahista chal yahan soyi hai anarakali

ankho me jalwe salim ke liye khoyi huyi hai anarakali

hai shahid e ishq kaa makabara jara chal adab se yahan hawa

tujhe yad ho ke na yad ho mujhe yad hai usaka majhara

abhi yad hai mujhe woh ghadi jab kisi ki us pe najar padi

yahan husn tha wahan taj tha yahan ishq tha wahan raj tha

yeh kaha salim ne pyarse re hans hans ke apani anar se

tu kahe toh taro ko tod lu tu kahe toh taj bhi chhod  du

jara dekh le kya hawa chali na raha salim na woh kali

yah majar nishani hai pyar ki kisi dard bhari ikarar ki

kis bhanvare ki intzar me yahan soyi hai kali anar ki

ai bad e saba ahista chal

Explore this song