Roman script

agar ye jamin nahi, agar ye jamin nahi 
wo mera aasma to hai 
mera aasma to hai 
ye kya hai kam ke koi
ye kya hai kam ke koi 
mera meharba to hai 
mera meharba to hai 
agar ye jamin nahi 
manjil mile mile na mile iska gam nahi 
manjil mile mile na mile iska gam nahi 
mujhe iska gam nahi 
manjil ki justju me mera karwan to hai 
mera karwan to hai 
mera karwan to hai 
mera karwan to hai 
agar ye jamin nahi 
ae madre vatan na yu tufaane gam se dar 
ae madre vatan na yu tufaane gam se dar 
na yu tufaan gam se dar 
kurban tere liye 
kurban tere liye 
tera har naujawan to hai 
har naujawan to hai  
har naujawan to hai  
har naujawan to hai  
agar ye jamin nahi 
wo mera aasma to hai 
mera aasma to hai 
ye kya hai kam ke koi 
ye kya hai kam ke koi 
mera meharba to hai 
mera meharba to hai 
agar ye jamin nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube