Roman script

na jao re 

agar nibhane ki himmat na thi aap mein

agar nibhane ki himmat na thi aap mein

dil lagana na tha dil lagana na tha

hath thama tha mera to yu rah mein

chod jana na tha chod jana na tha

agar nibhane ki himmat na thi aap mein

na jao re

tut jaye jo pal mein wo ikrar kya

tut jaye jo pal mein wo ikrar kya

jisko duniya ka dar wo dildar kya 

pyar ki rah mein jab kadam rakh diya

pyar ki rah mein jab kadam rakh diya

dagmagana na tha dagmagana na tha

agar nibhane ki himmat na thi aap mein

dil lagana na tha dil lagana na tha

agar nibhane ki himmat na thi aap mein

Explore this song