Roman script

agar na johrajabino ki darmiyaan gujre 
agar na johrajabino ki darmiyaan gujre 
to fir ye kaise kate zindagi 
kahan gujre 
khata muaaf zamane se badgumaa hokar 
khata muaaf zamane se badgumaa hokar 
teri hi vafa pe bhi 
kya kya hame guma gujre 
to fir ye kaise kate zindagi 
kahan gujre 
agar na johrajabino ki darmiyaan gujre 
to fir ye kaise kate zindagi 
kahan gujre

Song details

Song video

Watch on YouTube