Roman script

agar khuda jo mile use puchu yahi 

tune dil kyu banaya tha sansar me 

agar banaya bhi tha to tu itna bata 

kyu ise kas diya dard ke taar me 

agar khuda jo mile use puchu yahi 

tune dil kyu banaya tha sansar me 

mujhe jana na samjha kisi ne kabhi 

log patahr samajhte rahe umar bhar 

ek pathar me pani ka jaharna bhi hai 

dil se jharta raha jo sada umar bhar 

ye jharana hi nadiya banega kabhi 

ye jharana hi nadiya banega kabhi 

fir milenga samundar se ek din 

hum chale jaa rahe ahi pagalo ki tarah 

maa ki mamta milegi zarur ek din 

maa ki mamta milegi zarur ek din 

maa ki mamta milegi zarur ek din 

maa ki mamta milegi zarur ek din 

maa ki mamta milegi zarur ek din

Explore this song