Roman script

agar hum tum ko chede to kya ruthoge humse bolo

hatto ji jao rehno do zara jakar ke muh dho lo

ghata ban kar ke chha jaaye

ghata ban kar ke chha jaaye, kahin babuji na aa jaaye

agar hum tum ko chede to kya ruthoge humse bolo

jaanemann mauka mila hai

dekho kya mausam khila hai

me hai you hai aur junoon hai de do dil

ye kaisi ratt lagi hai kya din mein bangh pee hai

auto lo ji ghar chalo ji bhar ke bill

chalo phir raahon mein gaaye kyun

chalo phir raahon mein gaaye police wale na le jaaye

agar hum tum ko chede to kya ruthoge humse bolo

dekho kuch problem nahin hai yaha ka system yehi hai

my dear ji come near me in the rain

uchlo na besharam se maano kehna kasam se

haath chhodo jaldi todo aayi train

raaj aur simran ban jaaye

raaj aur simran ban jaaye last local na nikal jaaye

agar hum tum ko chede to kya ruthoge humse bolo

hatto ji jao rehno do zara jakar ke muh dho lo

ghata ban kar ke chha jaaye

ghata ban kar ke chha jaaye, kahin babuji na aa jaaye

agar hum tum ko chede to kya ruthoge humse bolo

Explore this song