Roman script

agar ho tum toh main khud ko bhula du

tere khwabon khyalon mein yuhi main behta rahu

agar ho tum toh hai phir kya kehna

tere wadon iradon mein yuhi main udta rahu

zamane bhar ki khusiyo ko tere daman mein bhar dunga

tu maange ek sitara chaand main tere hath mein rakh dunga

agar ho tum toh darna kya hai tera hai mera

hamara ye sara jahan agar ho tum toh

sath khuda han.. hai tera hai mera hai

hamara ye sara jahan agar ho tum agar ho tum

agar ho tum, agar ho tum

kitne siyane dekhe kitne deewane dekhe

dil ke thikano mein han tumsa nahi dekha

dil ke fasaano mein sonimmaahiwalo mein

dil ne jahan dekha han tumsa nahi dekha

zamane bhar ki mohabbt ko

han tere naam main kar dunga

tu keh de ek dafa toh

baahon mein tujhe aaj main bhar lunga

agar ho tum, agar ho tum

agar ho tum, agar ho tum

apna pata na pau janu na kahan main jau

ek tere bin o maahi mera aur kya

naino mein tujhko bhar lu khud ko main kabil kar lu

ek tere bin o maahi mera aur kya

agar ho tum, agar ho tum

agar ho tum, agar ho tum

Explore this song