Roman script

saathiyo, yeh haar aur jeet hai, bekar dosto

is jindagi ka raaj hai, bas pyar dosto

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

chahat ke dhago se buna hai 

chahat ke dhago se buna hai, iska tana bana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

har bela milan ki bela, yaha dilwalo ka mela 

har bela milan ki bela, yaha dilwalo ka mela 

shagird koi ranjha ka, majnu ka koi chela

har aashiq hai sultan yaha

har aashiq hai sultan yaha, har mashuka sultana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

har bhor hai bhor suhani, har rat hai rat ki rani 

har bhor hai bhor suhani, har rat hai rat ki rani

panghat pe dhum machaye, yaha allad shok jawani

dharti ambar khulke yaha

dharti ambar khulke yaha, milte hai gale rojana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

yeh peer baba ki kurbat, hai gaav me iski shohrat 

yeh peer baba ki kurbat, hai gaav me iski shohrat 

hum jaise dilwalo par, rehmat hai khuda ki rehmat

aao inhe hum pesh kare 

aao inhe hum pesh kare, phulo ka najrana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

chahat ke dhago se buna hai, iska tana bana

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana 

afsana suno afsana, dilwalo ka afsana

Explore this song