Roman script

har juba ruki ruki har najar jhuki jhuki

kya yahi hai jindagi

kya yahi hai jindagi

aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal

aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal

jaag or jagaa ke chal

zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal

or sar utha ke chal

saaf hai teri najar unke dil me chor hai

unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai

saaf hai teri najar unke dil me chor hai

unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai

zalimo ko har garur khaak me mila ke chal

aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal

jaag or jagaa ke chal

zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal

or sar utha ke chal

kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya

tere aage sar uthaye mauj ki majal kya

kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya

tere aage sar uthaye mauj ki majal kya

khol jindagi ki naw bagba uda ke chal

aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal

jaag or jagaa ke chal

zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal

or sar utha ke chal

karwa watan ka aaj dakuo me ghir gaya

jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada

karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya

jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada

intkam ki mashal hath me jala ke chal

intkam intkam intkam

Explore this song