Roman script

ae tum bahar kaha chale pyare hai sab kuch ghar me tumhare 

kaho to mai ho geet koi gau kaho to mai ho nach ke dikhau 

tum bahar kaha chale pyare hai sab kuch ghar me tumhare 

aankh ki ye pyali hotho ki ye lali utre na jiska nasha

sada si adaa hai adaa me wafa hai gam ki dawa hai wafa 

tum jo kaho ho baho me chupau tum jo kaho ho palko pe bithau 

tum bahar kaha chale pyare hai sab kuch ghar me tumhare 

kabhi rakasha sa kabhi mahbuba kabhi kabhi sarike haya

haya kabhi to mai sathi kabhi to hu dasi hardam tumhari hu saab 

rup tumhe ho koun sa dikhau kaho kaise ho dil bahlau ho

Explore this song