Roman script

ae shaam ke taare 

tum unse ye kahna 

ae shaam ke taare 

tum unse ye kahna 

chupke se utar aaye ho 

chupke se utar aaye ho 

tum dil mein hamare 

tum dil mein hamare 

ae shaam ke taare 

tum unse ye kahna 

kahte hai shab ae gham mein 

gine jate hai taare 

kahte hai shab ae gham mein 

gine jate hai taare 

sab gin liye taare 

sab gin liye taare 

phir kis tarah kaate 

ye gham bhari raate 

aa jao aa jao 

tum darde mohabbat ke sahare 

ae shaam ke taare 

rag rag mein samakar wo hai 

aankho se bahut door door 

aur main yahan majboor

aur main yahan majboor 

ye kaisi saza hai  

ye kaisi saza hai  

kya zulm kiya hai 

kya zulm kiya hai 

jab thes si lagti hai 

jab thes si lagti hai 

to dil kyun na pukare 

to dil kyun na pukare 

ae shaam ke taare 

ae shaam ke taare 

tum unse ye kahna 

chupke se utar aaye ho 

tum dil mein hamare 

ae shaam ke taare 

tum unse ye kahna 

ae shaam ke taare

Explore this song