Roman script
ae sanam meri baho me aa dil se kyu rahe dhadkan zuda jina bhi kya tere bina ae sanam meri baho me aa dil se kyu rahe dhadkan zuda jina bhi kya tere bina ae sanam meri baho me aa dil karta raha armano ka shok phir bhi janejana thame raha mai dil ko mai bhi sajna aise kya kahu dhadkan ki zuba se aao sunau tumko aashiqi ke tu nagme suna dil se kyu rahe dhadkan zuda jina bhi kya tere bina ae sanam meri baho me aa jo milne na de humko pyar me aao aaj aisi rasmo ko tod dale dil me na rahe koi aarzu milke aaj sare arman hum nikale pyar banke aa mujhme sama dil se kyu rahe dhadkan zuda jina bhi kya tere bina ae sanam meri baho me aa dil se kyu rahe dhadkan zuda jina bhi kya tere bina lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Kya Kehna (2000)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Saif Ali Khan
- Actor: Preity Zinta
- Actor: Chandrachur Singh
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Reeta Bhaduri
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Rajeev Varma
- Actor: Deven Verma
- Actor: Puneet Vashist
- Actor: Mamik
- Actor: Daisy Irani
- Actor: Reema Lagoo
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik