Roman script

ae raja, ae raja
ae raja, ae raja  
dekh meri patli kamar na fisle nazar 
to kehna mujhme kamaal nahi
arey mujhme kamaal nahi
ae raja, ae raja 
dekh ek baar idhar na dhadke jigar 
to kehna mein koi maal nahi
haaye mein koi maal nahi 
mein koi maal nahi mujhme kamaal nahi
mein koi maal nahi mujhme kamaal nahi
mumbai ji puri hu beautiful chhori hu
kore kagaaz ki tarha mein bhi kori hu
mumbai ji puri hu beautiful chhori hu
kore kagaz ki tarha mein bhi kori hu
tasty hu mein tikhi pesty hu
haan bolu aisi hu chahe jo karle aaja
ae raja, raja
ae raja dekh meri patli kamar na fisle nazar 
to kehna mujhme kamaal nahi, nahi, nahi, nahi, nahi
mujhme kamaal nahi
haan maal tu to kamaal hai hum bhi 
jaan le de misaal hai hum bhi
hum to maahir hai har ek fun mai
danger shaatir bawal hai samjhi
after all dear i am only winner
baaki saare runner hai, hai, hai
mere style mein dum har taraf hai 
hum hi hum baaki bol bachan hai
haaye dard ae dil ki mein malham
adult mera chalan dekh ke meri
adaa ankhein ho jaati button
dard ae dil ki mai malham
adult mera chalan dekh ke meri
adaa aankhein ho jaati button
hot hu mein takila shot hu mai
touch me not na mein chahe jo karle aaja
ae raja, raja ji sunle
ae raja dekh meri patli kamar 
na fisle nazar to kehna 
mujhme kamaal nahi, mujhme kamaal nahi
ae raja, ae raja 
dekh ek baar idhar na dhadke jigar 
to kehna mein koi maal nahi
haaye mein koi maal nahi 
mein koi maal nahi mujhme kamaal nahi
mein koi maal nahi mujhme nahi, nahi, nahi, nahi 
ae raja

Song details

singer: Mamta Sharma, Brijesh Shandilya