Roman script

ae rab zara mujhko bata

ye pyaar hai ya nasha

udta firu hawaon me mai

mujhko ye kya hogaya 

ae rab zara mujhko bata

ye pyaar hai ya nasha

udta firu hawaon me mai

mujhko ye kya hogaya

dil ki lagi ye hoti hai kya 

hoti hai kya yeh dillagi

dil ki lagi ye hoti hai kya 

hoti hai kya yeh dillagi

deewangi yeh awargi

kya yeh mujhe hogaya

ae rab zara mujhko bata

ye pyaar hai ya nasha

udta firu hawaon me mai

mujhko ye kya hogaya

tadapta hai dil machalta hai dil

teri ye jhalak o sanam

tadapta hai dil machalta hai dil

teri ye jhalak o sanam

teri hi baaton me teri hi yaadon me

dil hai mera kho gaya

ae rab zara mujhko bata

ye pyaar hai ya nasha

udta firu hawaon me mai

mujhko ye kya hogaya

ae rab zara mujhko bata

ye pyaar hai ya nasha

udta firu hawaon me mai

mujhko ye kya hogaya

Explore this song