Roman script

ye rat jara aahista gujar aahista gujar aahista gujar

ye rat jara aahista gujar ye rat jara aahista gujar

aahista aahista aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar jo bich nahi baki hatho me

aanhko me magar ban baki hai jo bich nahi baki hatho me

aanhko me magar ban baki hai ye jam hai ye paymana hai

ye jam hai ye paymana hai ye vina hai ye saki hai

dil pyasa hye dil pyasa hai pyasi hai najar

dil pyasa hai pyasi hai najar ye rat jara aahista gujar

aahista aahista aahista gujar ye rat jara aahista gujar

ye rat jara aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar sab dub chuka hai maykhana

or rat abhi bhi ye bhi nahi sab dub chuka hai maykhana

or rat abhi bhi ye bhi nahi khali hue sare jamo sab

khali hue sare jamo sab ji bhar ke abhi pi bhi nahi

is dard ko lekar jaye kidhar is dard ko lekar jye kidhar

ye rat jara aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar allah hu allah hu allah hu allah hu

kitna jhutha hai ye daulat ka hukumat ka garur

nam ka nasal ka izzat ka sarafat ka garur

sab ki jhuki hai gardan sab ki jhuki hai gardan

allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu

kya rang rangili dunia hai ek or gunah karne to chale

kya rang rangili dunia hai ek or gunah karne to chale

bikhre hue lahko jalwe hai bikhre hue lahko jalwe hai

daman jo jara bharne to chale raho ki na manjil ki hai khabar

raho ki na manjil ki hai khabar ye rat jara aahista gujar

aahista aahista aahista gujar  ye rat jara aahista gujar

ye rat jara aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar aahista aahista aahista gujar 

ye rat jara aahista gujar

Explore this song