Roman script

happy birthday to you, happy birthday to you 

happy, happy birthday to you puja

happy birthday to you

happy, happy birthday to you puja

happy birthday to you 

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khushiyo ka jaha

har khusi, har baahaar tujhse hai, zindagi khush gawar tujhse hai

meri aankho ki roshni hai tu, kya kahu kitna pyar tujhse hai

tere chehare pe likhe, tere chehare pe likhe, kitni yado ke nisha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

kya batau meri beti mujhe kya lagti hai

mithi goli teri vedo ki richa lagti hai

kabhi kura, kabhi geeta ki sada lagti hai

rup sita ka hai, radha ki adaa lagti hai

tujhpe hota hai kabhi, tujhpe hota hai kabhi

mujhe mariyam ka guma

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

mai to us waqt ke us din ke liye zinda hu

mai tere hatho me jab rang hina dekhunga

tujhko doli me bithaunga, vidayi dunga

chain paaunga jab ghar tera basa dekhunga

apni yado ki mahak, apni yado ki mahak

chhod  jayegi yaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khushiyo ka jaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

ae meri raahat-e-jaan, koi tujh jaisa kaha

happy birthday to you, happy birthday to you 

happy, happy birthday to you puja

happy birthday to you

Explore this song