Roman script

aye meri jane gajal tarif ke kabil hai tu

zindagi tanhayiyo ka nam hai mahfil hai tu

sukriya sukriya sukriya sukriya 

sukriya tere pyar bhare ahsano ka

sukriya sukriya sukriya sukriya sukriya 

kaha suna maf hum diwano ka kaha suna maf hum diwano ka

tere pyar bhare ahsano ka sukriya sukriya sukriya

tera kitna maskur hu mai tera kitna maskur hu mai

chal sakta nahi majbur hu mai

lagta hai nashe me chur hu mai chur hu mai

teri aankho ke paymano ka sukriya sukriya sukriya

ek apni nishani chhod gaye ek apni nishani chhod gaye

kuch yade purani chhod gaye arma ye kahani chhod gaye

isi dil ke in mehmano ka

sukriya sukriya sukriya sukriya sukriya 

apni sari mulakato ka  jo sath kati un rato ka

apni sari mulakato ka  jo sath kati un rato ka

jo hamme hui un bato ka unhi bato ke afsano ka

sukriya sukriya sukriya sukriya sukriya 

kaha suna maf hum diwano ka kaha suna maf hum diwano ka

tere pyar bhare ahsano ka sukriya sukriya sukriya

Explore this song