Roman script
aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de kis tarah dil ka kabutar aashiyaana chhhod de kis tarah dil ka kabutar aashiyaana chhhod de haaye aashiyaana chhhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de aisi waisi baat keh di to machaa dungi main shor macha do aisi waisi baat keh di to machaa dungi main shor haaye allah mujhko raste haaye allah mujhko raste mein sataana chhod de haaye sataana chhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de phadphadaa kar khaa ke gash aage tere gir jaaunga achcha phaphadaa kar khaa ke gash aage tere gir jaaunga aey meri banduk tu mera nishaana chhod de aey meri banduk tu mera nishaana chhod de mera nishaana chhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de is tarah mat dekh darr lagta hai mujhko pyaar se is tarah mat dekh darr lagta hai mujhko pyaar se keh diya hai sau dafa haaye keh diya hai sau dafa nazren ladaana chhod de nazren ladaana chhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de shukr karta hun ke majnu ne tujhe dekha nahi waaqai shukr karta hun ke majnu ne tujhe dekha nahi dekh le to ishq laila se ladaana chhod de dekh le to ishq laila se ladaana chhod de laila se ladaana chhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de kis tarah dil ka kabutar aashiyaana chhhod de aey mere majnu meri galiyon mein aana chhod de
Song details
- Singer: G. M. Durrani
- Singer: Shamshad Begum
- Film / album: Naqab Posh (1956)
- Composer: Dhumi Khan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Manhar Desai
- Actor: Chitra
- Actor: Kumkum
- Actor: Maya Das
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Gope
Song video
singer: G. M. Durrani, Shamshad Begum