Roman script

ae mere dil har dam ye dua kar 
ae mere dil har dam ye dua kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ae mere dil har dam ye dua kar 
ae mere dil har dam ye dua kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ye ped deta hai sab ko chhaya 
ae sakhs tu kis ke kam aaya 
ye ped deta hai sab ko chhaya 
ae sakhs tu kis ke kam aaya 
ae sakhs tu kis ke kam aaya 
tu bhi kisi ke gam ki dawa kar 
tu bhi kisi ke gam ki dawa kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
sab se bada hai insan hai tu 
insaniyat ki pahchan hai tu 
sab se bada hai insan hai tu 
insaniyat ki pahchan hai tu 
insaniyat ki pahchan hai tu 
insan hone ka hak ada kar 
insan kone ka hak ada kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ae mere dil har dam ye dua kar 
ae mere dil har dam ye dua kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar 
ya mere malik tu sab ka bhala kar

Song details