Roman script

ai kash dil-e nadan ai kash dile nadan

aisa na kiya hota pyar kiya hota

sauda na kiya hota pyar kiya hota

sauda na kiya hota, ai kash dil-e nadan

wada wafa ka hamne kis mod pe hain toda 

wada wafa ka hamne kis mod pe hain toda 

haste kisi chaman ko viran karke chhod ha

viran karke chhod ha

masum kisi dil ko dhokha na diya hota

masum kisi dil ko dhokha na diya hota

pyar kiya hota sauda na kiya hota, ai kash dil-e nadan

khwabo ke ashiya pe bijli girayi hamne

khwabo ke ashiya pe bijli girayi hamne

daulat se mohabbat ki kimat lagayi hamne 

kimat lagayi hamne 

nilam mai huwa tha dil toh na bika hota 

nilam mai huwa tha dil toh na bika hota

pyar kiya hota sauda na kiya hota

ai kash dil-e nadan

ek bejuban dil ki duniya tabah kar ke

ek bejuban dil ki duniya tabah kar ke

laute hai aaj ham yeh kaisa gunah karke

kaisa gunah karke 

yu nam mohabbat ka ruswa na kiya hota 

yu nam mohabbat ka ruswa na kiya hota

pyar kiya hota sauda na kiya hota 

aaye kash dil-e nadan

aisa na kiya hota pyar kiya hota

sauda na kiya hota, ae kash dil-e nadan

Explore this song