Roman script

ae kale badal bol ae kale badal bol

tu kyu itrata hai tu kyu itrata hai

ye piya ke ghar se aaj

ye piya ke ghar se aaj kuch pikar aata hai

ae kale badal bol ae kale badal bol

ye chaal teri matwali

ye chaal teri matwali jaise phulo ki dali

bhar bhar ker madh ki pyali

bhar bhar ker madh ki pyali tu kyu tarsata hai

ye piya ke ghar se aaj kuch pikar aata hai

ae kale badal bol ae kale badal bol

kaliyo ne li angdai

kaliyo ne li angdai bulbul ne taan lagai

ye mausam sajan ki

ye mausam sajan ki kyu yaad dilata hai

ye piya ke ghar se aaj kuch pikar aata hai

ae kale badal bol ae kale badal bol

shayad sajan ne bulaya

shayad sajan ne bulaya

sawan lene ko aaya sawan lene ko aaya

jara chupke chupake chal

o zara chupke chupake chal

kyo dhol bajaata hai 

ye piya ke ghar se aaj kuch pikar aata hai

ae kale badal bol ae kale badal bol

Explore this song