Roman script

aye ji kaho kya hal hai haye

tum bhi na samjhe kamal hai

ho kahiye kya khidmat karo

ek najar ka sawal hai

kardi najar ye lijiye

bas yuhi rahne dijiye

aye ji kaho kya hal hai haye haye

tum bhi na samjhe kamal hai

ll l lyi hi hi hi

ha ha ha ha ha ll l lyi

mili najar tumko kya mila

yahi to dil ka ilaz hai

aah to fir ye aachal to chodiye

bahut kadi dhup aaj hai

chaw lambe balo ki

daal du to kaisa ji

bada suhana khyal hai

aye ji kaho kya hal hai ahye haye

tum bhi na samjhe kamal hai

ho kahiye kya khidmat karo

bas ek najar ka sawal hai

chamak chamak dolti ho kyu

pasand hai tumko ye ada

are kasam se tum bhi ajib ho

are are are are humne kya kiya

tum to aise chalti ho 

dil pe jaise chalti ho

humari aisi hi chal hai

aye ji kaho kya hal hai mera

tum bhi na samjhe kamal hai

ho kahiye kya khidmat karo

najar ka sawal hai

ll l lyi hi hi hi

ha ha ha ha ha ll l lyi

ye hum nikal aaye kitni dur

ye bhul jane ki baat hai

pata nahi waqt kya hua

na jane din hai ke raat hai

raat nahi ji ye hai din

aur baras ka pahla din

bada mubarak ye saal hai

aye ji kaho kya hal hai haye haye haye

tum bhi na samjhe kamal hai

ho kahiye ye kya khidmat karo

ek najar ka sawal hai

o kardi najar ye lijiye

bas yuhi rahne dijiye

o l l l la lla

l l l la lla

o l l l la lla

l l l la lla

Explore this song