Roman script

janeman janeman 

janeman has lo jara fikar ki kya bat hai

hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai

janeman has lo jara

gum me hona padega tujhe tanha

ya to rona padega tujhe tanha

gum me hona padega tujhe tanha

ya to rona padega tujhe tanha

or pyare tu hai khush to fir ye dunia bhi sath hai

janeman has lo jara fikar ki kya bat hai

hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai

janeman has lo jara

chalte jao magar raho haste

deep roshan hua hai yahi kahke

chalte jao magar raho haste

deep roshan hua hai yahi kahke

tu hai jinda tere sar pe jindgani ka hath hai

janeman has lo jara fikar ki kya bat hai

hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai

janeman has lo jara

tum jo chaho najara abhi badle

chand badle sitara abhi badle

tum jo chaho najara abhi badle

chand badle sitara abhi badle

pahle hasdo fir ye dekho kaisi matwali rat hai

janeman has lo jara fikar ki kya bat hai

hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai

janeman has lo jara

Explore this song