Roman script

ae hind ke saputo jago hua savera

ae hind ke saputo jago hua savera

hindu ho ya musalman ham sab hai bhai bhai

hindu ho ya musalman ham sab hai bhai bhai

hindusatan hai sabka chhodo ye tera mera

hindusatan hai sabka chhodo ye tera mera

ae hind ke saputo jago hua savera

ae hind ke saputo jago hua savera

hai ek baag sabka aur ek aashiyana

hai ek baag sabka aur ek aashiyana

is aise aashiyana me ham sabka hai basera

is aise aashiyane me ham sabka hai basera

ae hind ke saputo jago hua savera

ae hind ke saputo jago hua savera

hindu ho ya muslim inko mila de

hindu ho ya muslim inko mila de

ban jaye meet ham sab chhodo ye tera mera

ban jaye meet ham sab chhodo ye tera mera

jalta hai dekho suraj ujhada ho jaise basera

jalta hai dekho suraj ujhada ho jaise basera

Explore this song