Roman script

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

aisi ek rah pe jisse wo na gujrenge kabhi

yuhi baithe hue hum rah taka karte hai

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

hum jo the ahle wafa 

hamse wafa bhi na hui

hum jo the ahle wafa 

hamse wafa bhi na hui

darde dil ham tera kis muh se gila karte hai

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

jab nahi tu hi to fir rat ke sannate me

jab nahi tu hi to fir rat ke sannate me

kon hai kisko ham aawaz diya karte hai

aye gume yar bata kaise jiya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

jinki takdir bigad jati hai kya karte hai

Explore this song