Roman script
ae dil zara kal ke liye bhi dhadak lena ye aaj ki shaam sambhal ke rakh lena khan aise lamhe aayenge phir ye aag hawaaon mein hogi kahan ke roj tu bahon mein hogi kahan yeh sochke jaan nikalti hai tum aaj ke baad milogi kahan ye aanch mili hain toh aaj dehak lena ae dil zara kal ke liye bhi dhadak lena jahan se chale the wahi pe mile aakar hai ek paheli ke jaisa hamara safar jo khoya voh kya wapas payenge phir bataaun tumhein kya zidein dil ki jo bhul chuka voh bhi yaad raha main tumse bichhad ke bhi jaane kyun har waqt tumhare hi saath raha ae dil zara tham kabhi aur tadap lena ye aaj ki shaam sambhal ke rakh lena
Song details
- Singer: Rishabh Chaturvedi
- Singer: Amala Chebolu
- Film / album: Auron Mein Kahan Dum Tha (2024)
- Composer: M M Kreem
- Lyricist: Manoj Muntashir
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Tabu
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Shantanu Maheshwari
- Actor: Saiee Manjrekar
- Actor: Hardik Soni
- Actor: Jay Upadhyay
- Actor: Sayajirao Shinde
- Actor: Shahrukh Sadri
- Actor: Jiten Lalwani
- Actor: Meherzan Mazda
- Actor: Kushal Shah
- Actor: Pratibha Borade
- Actor: Velji Nakar
- Actor: Vaibhav Sharma
- Actor: Ahmed Khan - I
Song video
singer: Rishabh Chaturvedi, Amala Chebolu
actor: Tabu, Ajay Devgn