Roman script

ae dil mere udhas na ho 

geet gaaye ja gaaye ja 

aayega ab khushi ka jammana 

ab aayega aayega 

ae dil mere udhas na ho 

geet gaaye ja gaaye ja 

murjha gayi hai gam se ye umeed ki kali 

jab tu hasega saath degi 

hasayega hasayega

aayega ab khushi ka jammana 

ab aayega aayega 

ja ja ke thak gayi hai nigaahe teri jahan

ja ja ke thak gayi hai nigaahe teri jahan

ummid ka wahi pe diya 

jagmagayega jamana aayega 

ae dil mere udhas na ho 

geet gaaye ja gaaye ja 

kiske sahare hamko yahan chhod ke chale 

ab kaun hai jo naaj humare uthayega uthayega 

aayga ab khushi ka jamana 

ab aayega aayega

Explore this song