Roman script

ae dil bekrar tu aur na bekarar kar 

jo na tumhare ho sake unka na intjar kar 

ae dil bekrar tu aur na bekarar kar 

jo na tumhare ho sake unka na intjar kar 

ae dil bekrar tu

teri bahare lut gai tera nishan mit gaya 

teri bahare lut gai tera nishan mit gaya 

ab dil dag dar ko aur na dagdar kar 

ae dil bekrar tu aur na bekarar kar 

jo na tumhare ho sake unka na intjar kar 

ae dil bekrar tu

apna banakar chal diye sab kuchh bhula kar chal diye 

chal diye 

apna banakar chal diye sab kuchh bhula kar chal diye 

chal diye 

ae mere namurad dil phir bhi tu unko pyar kar

ae dil bekrar tu aur na bekarar kar 

jo na tumhare ho sake unka na intjar kar 

ae dil bekrar tu

Explore this song