Roman script

aye dil bata hum kaha aa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata hum kaha aa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata

wo rag rag me meri samaane lage

mohabbat ki mehfil sajane lage

wo rag rag me meri samaane lage

mohabbat ki mehfil sajane lage

sajane lage

jamane mohabbat ke lo aa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata hum kaha aa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata

bahare hasi aur fiza so gayi

zindagi ek naye khwaab me kho gayi

bahare hasi aur fiza so gayi

zindagi ek naye khwaab me kho gayi

khwaab me kho gayi

naye raaz ulfat ke hum pa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata hum kaha aa gaye

nigahe mili aur sharma gaye

aye dil bata

l la ll la lala l lala ll ll lla

Explore this song