Roman script

ai dil ab kahi na jaa, na kisika mai, na koyi mera

ai dil 

jab chale ham raah ulajhi, pyaar duniya ne kiya 

raah sidhi jab mili toh sabne thukara diya

sabne thukara diya

ai dil ab kahi na jaa, na kisika mai, na koyi mera

ai dil 

na kisi ko chaah meri, na kisi ko intjaar 

kisliye phir mud ke pichhe dekhna baar-baar 

dekhna baar-baar 

ai dil ab kahi na jaa, na kisika mai, na koyi mera

ai dil ab kahi na jaa, na kisika mai, na koyi mera

Explore this song