Roman script

ae chand nazar na lagana

ae chand nazar na lagana

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

ae sapne tum mat ana

na neend mein inhe satana

kisi ghayal ke ghar jana

kisi ghayal ke ghar jana

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

ae hawa sambhal kar

ae hawa sambhal kar aana

sambhal kar aana

na soya sajan jagana

koyal ne geet sunana hai

koyal ne geet sunana

mera chand salona sota hai

payaliya thumak na jana hai

payaliya thumak na jana

kanganwa khanak na jana hai

kanganwa khanak na jana

na mil kar shor machana

na mil kar shor machana

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

mera chand salona sota hai

Explore this song