Roman script

ae aankh ro ke likh de, ye aakhri fasana 

hamko na ras aaya, ye bevafa jamana 

hamko na ras aaya, ye bevafa jamana

ye aakhri fasana 

ae aankh ro ke likh de, ye aakhri fasana 

aisa bhi din kisi ko, takdeer na dikhaye 

aankho ke samne meri, jalta huaa aashiyana 

ye aakhri fasana 

ae aankh ro ke likh de, ye aakhri fasana 

lo aaj zindagi se, ham ruth kar chale hain 

kar na sake jo duniya, is dil ka ab nishana 

ye aakhri fasana 

ae aankh ro ke likh de ye aakhri fasana

Explore this song