Roman script

ae aasman teri jamin par

kab talak chalega ye kab talak

ye kab talak

ae aasman teri jamin par

ae aasman teri jamin par

kab talak chalega, ye kab talak

ye kab talak

tukde tukde karke dharti ma ke dil ke

hamne daal diya hai khud ko hi mushkil me

ye siyaasat hamaari, ye siyaasat tumhaari

kuchh khuda ke hai bande, raam ke kuchh pujaari

ek hai ek ham aasmaan ke liye

naam hamne jamin par juda kar liye

ae aasman teri jamin par

kab talak chalega, ye kab talak

ye kab talak

kis liye kiske liye hoti ye jung hai

rab ne to sikhaaya tha ke rehna sang hai

har taraf nafrate hai, har taraf mushkile hai

raaste hai ye kaise, kaun si manjile hai

jindagi maut se mil rahi hai gale

hak watan ke sipaahi ada kar chale

ae aasman teri jamin par

ae aasman teri jamin par

kab talak chalega, ye kab talak

ye kab talak

Explore this song