Roman script

aadami jindagi aur ye aatma 

aadami jindagi aur ye aatma 

dhundhte hai sabhi tujhko parmatma

ye milan jo karaye vo vishwatma vishwatma

aaj ke din main aakash se gir pada 

pahale chhota sa tha ho gya ab bada 

aaj ke din main aakash se gir pada 

pahale chhota sa tha ho gya ab bada 

vakt rahata nahi ek jagah pe khada 

chalta rahta hai ye umar ka kafala

aadami jindagi aur ye aatma 

aadami jindagi aur ye aatma 

dhundhte hai sabhi tujhko parmatma

ye milan jo karaye vo vishwatma vishwatma

ye milan jo karaye vo vishwatma vishwatma

ek ghar mein bhi har ek se hai alag 

dekhte hai alag sochate hai alag 

ek ghar mein bhi har ek se hai alag 

dekhte hai alag sochate hai alag 

hum alag kyun na ho hum bane hai alag 

pyar ne kar diya par hame ek sath 

aadami jindagi aur ye aatma 

aadami jindagi aur ye aatma 

dhundhte hai sabhi tujhko parmatma

ye milan jo karaye vo vishwatma vishwatma

ye milan jo karaye vo vishwatma vishwatma

Explore this song